Bhagwan Teri Duniya Me By Ghulam Mohammed

Bhagwaan
Bhagwaan
Bhagwaan teri duniyaa mein
Bhagwaan teri duniyaa
Mein insaan nahin hai
Insaan nahin hai
Masjid bhi hai mandir
Bhi hai imaan nahin hai
Imaan nahin hai
Bhagwaan teri duniyaa mein
Bhagwaan teri duniyaa
Mein insaan nahin hai
Insaan nahin hai
Masjid bhi hai mandir
Bhi hai imaan nahin hai
Imaan nahin hai

Aapas mein yahaan
Phoot hai dil sabke judaa hain
Daulat jinhe mil jaaye
Wahi log khudaa hain
Itnaa bhi nahin sochte
Ham kaun hain kyaa hain
Insaan ko
Insaan ko insaan ki
Pahchaan nahin hai
Bhagwaan teri duniyaa mein
Bhagwaan teri duniyaa
Mein insaan nahin hai
Insaan nahin hai
Masjid bhi hai mandir
Bhi hai imaan nahin hain
Imaan nahin hain

Tu chaahe to har mauj
Ko toofaan banaa de
Sachchaa hai to bigde
Huye imaan banaa de
In khaaq ke
In khaaq ke
In khaaq ke putlon ko
Phir insaan banaa de
Warnaa main samjhongi
Tu bhagwaan nahin hai
Bhagwaan teri duniyaa mein
Bhagwaan teri duniyaa
Mein insaan nahin hai
Insaan nahin hai
Masjid bhi hai mandir
Bhi hai imaan nahin hai
Imaan nahin hai...

Song Details
Movie
Rail Ka Dibba
Artist
Ghulam Mohammed
Music Directory
Ghulam Mohammed
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Shakeel Badayuni

more lyrics from Rail Ka Dibba

Aangan More Aao Ji
Bhagwan Teri Duniya Me
Chhum Chhama Chhum
Duniya Jawan Hai
Papi Duniya Se Door Chale