Is Bewafa Jahan Ka Dastoor Hai Purana By Mohinder Singh Sarna

Is bewafa jahan ka dastoor hai purana
Jalte rahe nashe man hasta rahe jamana
Is bewafa jahan ka dastoor hai purana
Jalte rahe nashe man hasta rahe jamana
Is bewafa jaha ka

Dil ko jalane wale ye bhi na tune jana
Dil ko jalane wale ye bhi na tune jana
Ye dil nahi jala hai
Ye dil nahi jala hai
Tera dil aashiyana
Is bewafa jaha ka

Hargiz na muskurate itna agar samjhte
Hargiz na muskurate itna agar samjhte
Hai umar bhar ka rona
Hai umar bhar ka rona
Pal bhar ka muskurana
Is bewafa jaha ka

Aaja meri mohabbat aa dil ki baat sunle
Aaja meri mohabbat aa dil ki baat sunle
Ye baat badh gayi to
Ye baat badh gayi to
Ban jayega afsana
Is bewafa jaha ka dastur hai purana
Jalte rahe nashe man hasta rahe jamana
Is bewafa jaha ka...

Song Details
Movie
Naata
Artist
Mohinder Singh Sarna
Music Directory
Mohinder Singh Sarna
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Tanvir Naqvi

more lyrics from Naata

Dekhte Dekhte Jal Gaya Aashiyan
Dhadke Rah Rah Ke Dil Bawra
Ek Muddat Se Deewana Dil
Ghir Ghir Chhayi Mast Ghataye
Is Bewafa Jahan Ka Dastoor Hai Purana
Jawani Jhulti Hai
Lagan Lagi Hai Sajan Milan Ki
Mat Samjho Neer Bahati Hoon
More Salone Kanha Gaana
Sun Sakhi Ri
Suno Suno Ek Nayi Kahani