Zindagi resham bhi hai talwar bhi
Zindagi resham bhi hai talwar bhi
Muskurata phul bhi hai or khatakta khar bhi
Chand suraj ki tarah ye garm hai sard bhi
Chand suraj ki tarah ye garm hai sard bhi
Apni aankho ka aasu hai dusro ka dard bhi
Zindagi milti hai kato se gujarne ke liye
Phul khilte hai gulista ke sawarne ke liye
Mahfil me aaj teri deewane aa gaye hai
Mahfil me aaj teri deewane aa gaye hai
Lekar dilo jigar ke najrane aa gaye hai
Lekar dilo jigar ke najrane aa gaye hai
Mahfil me aaj teri deewane aa gaye hai
Mara hai teer tune dil ke karib aakar
Ghayal bana diya hai hamko najar mila kar
Hum bhi tujhe tadap kar tadpane aa gaye hai
Hum bhi tujhe tadap kar tadpane aa gaye hai
Mahfil me aaj teri deewane aa gaye hai
Tere liye mohabbat kab se bhatak rahi hai
Jo aag apne dil me jalim bhadak rahi hai
Wo aag tere dil me bhadkane aa gaye hai
Wo aag tere dil me bhadkane aa gaye hai
Mahfil me aaj teri deewane aa gaye hai
So bar rah gaye hum kuch tujhse kahte kahte
So bar rah gaye hum kuch tujhse kahte kahte
So bar rah gaye hum kuch tujhse kahte kahte
Dam ghut chala hai apna khamosh rahte rahte
Dam ghut chala hai apna khamosh rahte rahte
Hotho pe aaj dil ke afsane aa gaye hai
Hotho pe aaj dil ke afsane aa gaye hai
Mahfil me aaj teri diwane aa gaye hai
Aankhe churane wale
Aankhe churane wale tujhko pata nahi hai
Aankhe churane wale tujhko pata nahi hai
Bin pyar jindagi ka koi maja nahi hai
Bin pyar jindagi ka koi maja nahi hai
Itni si bat tujhko samjhane aa gaye hai
Itni si bat tujhko samjhane aa gaye hai
Mahfil me aaj teri deewane aa gaye hai
Mahfil me aaj teri deewane aa gaye hai
Lekar dilo jigar ke najrane aa gaye hai
Mahfil me aaj teri deewane aa gaye hai...
Song Details
- Movie
- Naya Andaaz
- Artist
- Omkar Prasad Nayyar
- Music Directory
- Omkar Prasad Nayyar
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Kishore Kumar
- Lyricist
- Jan Nisar Akhtar