Kya ho phir jo din rangeela ho
Rait chamke samundar nila ho
Aur aakash gila gila ho
Kya ho phir jo din rangeela ho
Rait chamke samundar nila ho
Aur aakash gila gila ho
Aa phir to bada maza hoga
Ambar jhuka jhuka hoga
Sagar ruka ruka hoga
Tufa chhupa chhupa hoga
Ha phir to bada maza hoga
Ambar jhuka jhuka hoga
Sagar ruka ruka hoga
Tufa chhupa chhupa hoga
Kya ho phir chanchal ghate ho
Hotho pe machalti bate ho
Sawan ho kabhi barsate ho
Kya ho phir chanchal ghate ho
Hotho pe machalti bate ho
Sawan ho kabhi barsate ho
Aa phir to bada maza hoga
Koi bhi fisal raha hoga
Koi koi sambhal raha hoga
Koi koi machal raha hoga
Aa phir to bada maza hoga
Koi bhi fisal raha hoga
Koi koi sambhal raha hoga
Koi koi machal raha hoga
Kya ho phir jo duniya soti ho
Aur taro bhari khamoshi ho
Har aahat pe dhadkan hoti ho
Kya ho phir jo duniya soti ho
Aur taro bhari khamoshi ho
Har aahat pe dhadkan hoti ho
Aa phir to bada maza hoga
Dil dil mila mila hoga
Tan man khila khila hoga
Dushman jala jala hoga
Aa phir to bada maza hoga
Dil dil mila mila hoga
Tan man khila khila hoga
Dushman jala jala hoga...
Song Details
- Movie
- Nau Do Gyarah
- Artist
- Sachin Dev Burman
- Music Directory
- Sachin Dev Burman
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Asha Bhosle, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
- Lyricist
- Majrooh Sultanpuri