Chhedo dhun matwalon ki
Behki behki chaalon ki
Sheher se door
Nashe mein choor
Picnic hai dilwaalon ki
Chhedo dhun matwalon ki
Behki behki chaalon ki
Sheher se door
Nashe mein choor
Picnic hai dilwaalon ki
Chhedo dhun matwalon ki
Behki behki chaalon ki
Sheher se door
Nashe mein choor
Picnic hai dilwaalon ki
Aa ha haa ho ho ho
La la la la la aa ha haa
Ho ho ho la la la la la
Kya kya jalwe dikhlaata hoon
Dekho mere sang
Iske nainon ka jaado
Uske aanchal ka rang
Aa aa aa aa
Kya kya jalwe dikhlaata hoon
Dekho mere sang
Iske nainon ka jaado
Uske aanchal ka rang
Chali hawa, udi ghata
Lambi zulfonwaalon ki
Chali hawa, udi ghata
Lambi zulfonwaalon ki
Chhedo dhun matwalon ki
Behki behki chaalon ki
Sheher se door
Nashe mein choor
Picnic hai dilwaalon ki
Chhedo dhun matwalon ki
Behki behki chaalon ki
Sheher se door
Nashe mein choor
Picnic hai dilwaalon ki
Ye din hai pyaar ka
Hum tumse pyaar karna maangta
Mausam bahaar ka
Ye dil bhi tumpe marna maangta
Babuji ki taang pe jo dhoti hai phansi
Chhalki padti hai dekho haseenon ki hansi
Babuji ki taang pe jo dhoti hai phansi
Chhalki padti hai dekho haseenon ki hansi
Nazar ladi phisal padi
Topi topiwaalon ki
Nazar ladi phisal padi
Topi topiwaalon ki
Chhedo dhun matwalon ki
Behki behki chaalon ki
Sheher se door
Nashe mein choor
Picnic hai dilwaalon ki
Chhedo dhun matwalon ki
Behki behki chaalon ki
Sheher se door
Nashe mein choor
Picnic hai dilwaalon ki
Aa
Monday, tuesday, wednesday, thursday
Friday, saturday
Chheh din tak paapad bele
Tab aaya hai sunday
Holiday
Holiday
Holiday
Holiday
Monday, tuesday, wednesday, thursday
Friday, saturday
Chheh din tak paapad bele
Tab aaya hai sunday
Lagi rahey, saji rahey
Ye mehfil gore gaalon ki
Lagi rahey, saji rahey
Ye mehfil gore gaalon ki
Chhedo dhun matwalon ki
Behki behki chaalon ki
Sheher se door
Nashe mein choor
Picnic hai dilwaalon ki
Chhedo dhun matwalon ki
Behki behki chaalon ki
Sheher se door
Nashe mein choor
Picnic hai dilwaalon ki
Chhedo dhun matwalon ki
Behki behki chaalon ki
Sheher se door
Nashe mein choor
Picnic hai dilwaalon ki
Chhedo dhun matwalon ki
Behki behki chaalon ki
Sheher se door
Nashe mein choor
Picnic hai dilwaalon ki...
Song Details
- Movie
- Ghar Sansar
- Artist
- Ravi Shankar Sharma (Ravi)
- Music Directory
- Ravi Shankar Sharma (Ravi)
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Asha Bhosle, Mohammed Rafi
- Lyricist
- Majrooh Sultanpuri