Ja Ja Re Chhaliya By Chitragupta Shrivastava

Ja ja re chhaliya kanhiya
Ja ja re chhaliya
Kaisa jadu kiya man moh liya
Tune aisi bajayi bansuri
Ja ja re chhaliya kanhiya
Ja ja re chhaliya

Vaha andhiyara gahari dhara
Vaha andhiyara gahari dhara
Aage badha na jaye
Badali gumadi jamuna umadi
Pita bahut ghabaraye
Pair chhuye or raah dikhaye
Pair chhuye or raah dikhaye
Kaisi hai ye jadu giri
Ja ja re chhaliya kanhiya
Ja ja re chhaliya
Kaisa jadu kiya man moh liya
Tune aisi bajayi bansuri
Ja ja re chhaliya kanhiya
Ja ja re chhaliya

Chhin ke balak abi mani ne
Ab bhi marna chaha
Tabi aakas vani sun ke kans
Ghabraya
Net nagar ka khel na jane
Net nagar ka khel na jane
Dunia badi hai bawari
Ja ja re chhaliya kanhiya
Ja ja re chhaliya

Jis din tune mati khai
Lila nayi dikhayi
Jis din tune mati khai
Lila nayi dikhayi
Mukh me tino lok dekh kar
Choki yasodha mayi
Tera bachpan hai man bhawan
Tera bachpan hai man bhawan
Surat hai teri sawre
Ja ja re chhaliya kanhiya
Ja ja re chhaliya

Kaal dhake naag? Gokul ke nar nari
Naag nath ne jal me kude
Lane ko karisan murari
Apni bhagato ki raksha me
Apni bhagato ki raksha me
Deri kabhi bhi na kare
Ja ja re chhaliya kanhiya
Ja ja re chhaliya

Atayachari kans ko jakar mohan ne lalkara
Papa mitta kar is dharti ka
Parbhu ne bhar utara
Ja ja re chhaliya kanhiya
Ja ja re chhaliya...

Song Details
Movie
Maya Bazaar
Artist
Chitragupta Shrivastava
Music Directory
Chitragupta Shrivastava
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Saraswati Kumar Deepak

more lyrics from Maya Bazaar

Dil Na Chura Lena
Gora Ho Chahe Kala
Gore Gore Gulabi Gaal
Hanste Ho Taaro Tum
Har Phool Me Masti
Ja Ja Re Chhaliya
Kaise Chalungi Mai Akeli