Nazar Nazar Se Ho Rahi By Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki
Nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki
Machal machal rahii hai raat ye bahaar ki
Ghadi nahin ye sabr kii na intazaar ki
Machal machal rahi hai raat ye bahaar ki
Ghadi nahin ye sabr ki na intazaar ki

Hole hole dheere dheere ghul ne lage dil
Ijak hati jijak miti ab hai kyaa muskil
Hole hole dheere dheere ghul ne lage dil
Ijak hati jijak miti ab hai kyaa muskil
Ye raat pyaar ki dilo ke haar ki
Ye raat pyaar ki dilo ke haar ki
Nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki
Machal machal rahii hai raat ye bahaar ki
Nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki

Jaate kahaan ruke yahaan saare raaste
Ham bhi aae dil bhii laae tere vaaste
Jaate kahaan ruke yahaan saare raaste
Ham bhii aae dil bhii laae tere vaaste
Ye raat pyaar ki dilon ke haar ki
Ye raat pyaar ki dilon ke haar ki
Nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki
Machal machal rahii hai raat ye bahaar ki
Ghadi nahin ye sabr kii na intazaar ki
Machal machal rahi hai raat ye bahaar ki
Nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki...

Song Details
Movie
Main Nashe Mein Hoon
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

more lyrics from Main Nashe Mein Hoon

Hum Hai To Chand Aur Tare
Khoon Se Khoon Jhuda Huwa
Kisi Nargisi Nazar Ko Dil Denge Hum
Maine To Nahi Pee
Mujhko Yaro Maaf Karna Mai Nashe Me Hu
Nazar Nazar Se Ho Rahi
Sajan Sang Kahe Neha Lagaye