Ajab Hai Daastaan By Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Ajab hai dasta teri eye jindagi
Ajab hai dasta teri eye jindagi
Kabhi hasa diya rula diya kabhi
Ajab hai dasta teri eye jindagi
Kabhi hasa diya rula diya kabhi
Ajab hai dasta teri eye jindagi

Kali khilne na payi thi ke
Sakh hi uajad gayi
Abhi jara se hi the ki
Hmse pyari maa bichad gayi
Ho aasmaa bata
Ho aamaa bata kiya maine the kya
Jo mili ye saja, jo mili ye saja
Ladakpan me hi ye dunia luti
Ajab hai dasta teri eye jindagi
Kabhi hasa diya rula diya kabhi
Ajab hai dasta teri eye jindagi

Tum aayi maa ki mata liye
To muskurayae hum
Ke phir se jaise apne bachpan me
Laut aaye hum
Tumhare pyar ke tumhare pyar ke
Isi aachal ke tale
Phir se deepak jale phir se deepak jale
Dhala andhera jagi roshni
Ajab hai dasta teri eye jindagi
Kabhi hasa diya rula diya kabhi
Ajab hai dasta teri eye jindagi...

Song Details
Movie
Shararat
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Hasrat Jaipuri

more lyrics from Shararat

Ajab Hai Daastaan
Dekh Aasmaan Mein
Hum Matwale Naujawan
Khol De Khol De Khidki
Luska Lushka
Tera Teer O Bepeer
Tune Mera Dil Liya