Bachpan Ke Din Bhi Kya Din The By Sachin Dev Burman

Bachpan ke din
Bachpan ke din
Bachpan ke din bhi kyaa din the
Haay haay
Bachpan ke din bhi kyaa din the
Udte phirte titli ban ke
Bachpan ke din bhi kyaa din the
Udte phirte titli ban ke
Bachapan
Hmm hmm hm hmm hmm
Aahaa ha haa
Aahaa ha haa

Wahaan phirte thhe ham phoolon mein pade
Jahaan dhoondhte sab hamen chhote bade
Wahaan phirte thhe ham phoolon mein pade
Jahaan dhoondhte sab hamen chhote bade
Thak jaate thtey ham kaliyaan chunte
Bachpan ke din bhi kyaa din thhey
Udte phirte titli ban ke
Bachpan
Aa haa haa
Hmm hmm
Aa haa haa haa

Kabhi roye to aap hi hans diye ham
Chhoti chhoti khushi chhote chhote wo gham
Haay re haay haay
Haay haay re haay
Kabhi roye to aap hi hans diye ham
Chhoti chhoti khushi chhote chhote wo gham
Haay kyaa din thhe wo bhii kyaa din thhey
Bachapan ke din bhi kyaa din the
Udte phirte titli ban ke
Bachapan
Hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm
Aa haa haa
Bachpan ke din bhi kyaa din the
Udte phirte titli ban ke
Bachpan...

Song Details
Movie
Sujata
Artist
Sachin Dev Burman
Music Directory
Sachin Dev Burman
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

more lyrics from Sujata

Bachpan Ke Din Bhi Kya Din The
Jalte Hain Jiske Liye
Kaali Ghataa Chhaaye Moraa Jiyaa Tarasaaye
Nanhi Kali Sone Chali
Sun Mere Bandhu Re
Tum Jiyo Hajaro Sal