Ek Tasveer Ek Murat Hai By Chitragupta Shrivastava

Ek tasveer ek murat hai
Haye vo kitni khubsaurat hai

Lagi unki suratiya kuch
Aisi bhali
Lagi unki suratiya kuch
Aisi bhali
Jaise kauae ki chonch
Me anaar ki kali
Jaise kauae ki chonch
Me anaar ki kali

Ho lage unki suratiya
Kuch aisi bhali
Jaise kauae ki chonch
Me anaar ki kali
Jaise kauae ki chonch
Me anaar ki kali

Bate vo karte hai
Aisi kamal ki
Jaise umariya ho
Pandhra sal ki
Bate vo karte hai
Aisi kamal ki
Jaise umariya ho
Pandhra sal ki
Soch le soch le
Nikale chonchle
Isi liye to kahi dal na gale
Lagi unki suratiya kuch
Aisi bhali
Jaise kauae ki chonch
Me anaar ki kali
Jaise kauae ki chonch
Me anaar ki kali

Chipku bhi aise ke jane ka
Nam na le
Ghadi hai bandh rakhi
Lekin kam na le
Chipku bhi aise ke jane ka
Nam na le
Ghadi hai bandh rakhi
Lekin kam na le
Jaha bhi tham gaye
Samjho ke jam gaye
Din se rat hui
Rat si dhali
Lagi unki suratiya kuch
Aisi bhali
Jaise kauae ki chonch
Me anaar ki kali
Jaise kauae ki chonch
Me anaar ki kali

Rakhte hai tajurba
Vo har bat ka
Dekhnge darwaja
Kabhi hawalat ka
Rakhte hai tajurba
Vo har bat ka
Dekhnge darwaja
Kabhi hawalat ka

Mufat ka bangala
Bahar jangala
Khaynge baithe baithe muh ki
Tali
Lagi unki suratiya kuch
Aisi bhali
Jaise kauae ki chonch
Me anaar ki kali
Jaise kauae ki chonch
Me anaar ki kali...

Song Details
Movie
Maa Baap
Artist
Chitragupta Shrivastava
Music Directory
Chitragupta Shrivastava
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Rajendra Krishan

more lyrics from Maa Baap

Ek Sathi Mera Bada Purana
Ek Tasveer Ek Murat Hai
Jis Din Is Duniya Se
Jo Dil Ko Chod
Le Lo Le Lo Duaae
Ye Duniya Ek Mela Hai
Ye Pehli Ghata Sawan Ki