Kaabul Ki Main Naar By Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Kaabul ki main naar,
Meri aankhe rasili kataar
Kaabul ki main naar,
Meri aankhe rasili kataar
Zara aankh se aankh mila le
Piya mausam mazedaar
Zara aankh se aankh mila le
Wallah ho wallah ho wallah
Mausam mazedaar
He he he he hi
Husn ki tu gulanar
Yahaan aashiq tere hazaar
Husn ki tu gulanar
Yahaan aashiq tere hazaar
Par aayaa hai badi dur se
Ye pyaar ka bimaar
Wai aayaa hai badi dur se
Ya khush ho ya khush ho ya khush
Pyaar ka bimaar

Hai hai
Hai hai hai hai he hi hi

Pila de nigaaho ke jaam,
Aur le le ye dil ka badaam
In hotho pe subah shaam,
Rahata hai tera hi naam
Pila de nigaaho ke jaam,
Aur le le ye dil ka badaam
In hotho pe subah shaam,
Rahata hai tera hi naam
Kahati hai mast bahaar,
Meri ulajhi lat ko sanwaar
Kahati hai mast bahaar,
Meri ulajhi lat ko sanwaar

Mohe pyaar ke rag mein
Rag de piyaa mausam mazedaar
Mohe pyaar ke rag me rag wallah
Hai ho vallaah hai
Ho vallaah mausam mazedaar
Hai hai hai husn ki tu gulanaar
Yahaan aashiq tere hazaar
Par aayaa hai badi dur se
Ye pyaar ka bimaar
Wai aayaa hai badi dur se
Ya khush ho ya khush ho ya khush
Pyaar ka bimaar

Bhure ragile nawab
Mera hai kaisa shabab
Are kahata hai dil ka rabab
Duniya badi hai kharab
Bhure ragile nawab
Mera hai kaisa shabab
Are kahata hai dil ka rabaab
Duniya badi hai kharab
Rup ke lobhi hazaar
Wallaah kaise karun aitabaar
Roop ke lobhi hazaar
Hai hai hai
Wallaah kaise
Hai hai hai
Karun aitabaar
Hai hai hai
Mujhe apane dil mein
Chhupa hai

Le piya mausam hai mazedaar
Mujhe apane dil mein chhupa le
Wallaah o wallah o wallah
Mausam mazedaar
Husn ki tu gulanar yahaan
Aashiq tere hazaar
Husn ki tu gulanar yahaan
Aashiq tere hazaar
Par aayaa hai badi dur se
Ye pyaar kaa bimaar
Wai aayaa hai badi dur se
Ya khush ho ya khush ho
Ya khush pyaar ka bimaar...

Song Details
Movie
Krorepati
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Kishore Kumar
Lyricist
Hasrat Jaipuri

more lyrics from Krorepati

Aap Huye Mere Balam
Dekhne Waalo Tham Lo Dil Ko
Haye Sawan Ban Gaye Nain
Kaabul Ki Main Naar
O Ladke Badhte Badhte
O Meri Maina Are Sun Mera Kehna
O Sajana Na Puchh Mujhase
Pehle Murgi Hui Thi Ki Anda
Saiyyan Na Chhedo Dil Ke Taar