Zara Sambhaliye By Chitragupta Shrivastava

Jara sambhaliye adaye aapki
Ke mere hath se dil mera jane laga
Jara sambhaliye adaye aapki
Ke mere hath se dil mera jane laga
Na aise rokiye nigahe pyar ki
Ke jindagi me ab kuch nasha aane laga
Na aise rokiye niaghe pyar ki

Khili khili chandani jagmagati rahe
Har ghadi pyar ki mushkurati rahi
Suhani chandani me ye dil kho jaye na
Jara sambhaliye adaye aapki
Ke mere hath se dil mera jane laga
Na aise rokiye nigahe pyar ki

Ruki ruki sans hai bahke bahke kadam
Kaisi manjil hai ye kisi jaha me hai hum
Wo kaun hai sanam
Jo aaj tera ho jaye na
Na aise rokiye nigahe pyar ki
Ke jindagi me ab kuch nasha aane laga
Jara sambhaliye adaye aapki

Chalo chale pyar ko
Hum badhate hue
Sari dunia ki najre jhukate hue
Tere bina ab to piya
Ab to chalna hai na
Jara sambhaliye adaye aapki
Ke mere hath se dil mera jane laga
Na aise rokiye nigahe pyar ki
Ke jindagi me ab kuch nasha aane laga
Na aise rokiye niaghe pyar ki...

Song Details
Movie
Bada Aadmi
Artist
Chitragupta Shrivastava
Music Directory
Chitragupta Shrivastava
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Lyricist
Prem Dhawan

more lyrics from Bada Aadmi

Agar Dil Kisise Lagaya
Akhiyan Sang Akhiyaan
Diwane Aa Zara Nazre Mila
Hume Teri Nazar Ne Luta
Hume Ye Duniya Wale
Zara Sambhaliye