Do Ghoont Chai Pee By Madan Mohan Kohli

Do ghoont chai pee
Aur sair duniya ki
Dekho main karke aa gaya
Aa gaya aa gayaa
Main sair karke aa gayaa
Do ghoont chai pee
Aur sair duniya ki
Dekho main karke aa gaya
Aa gaya aa gayaa
Main sair karke aa gayaa

Duniya hi jannat hai
Jannat me kya hoga
Dekhe yahan laakhon
Wahan to ek khuda hoga
Aadam hi aadam hai
Kis bat me kam hai
Isko banaaya kyun
Khuda ko bhi ye gham hai
Apne kiye par aap hi dekho
Khuda pachhtaa gaya
Pachhtaa gaya
Do ghoont chai pee
Aur sair duniya ki
Dekho main karke aa gaya
Aa gaya aa gayaa
Main sair karke aa gayaa

Mahfil ghadi bhar ki
Phir bhi suhaani hai
Kitni haseen kitni jawaan
Maana ke phaani hai
Apni adaa se jee
Jab tak hai dam baaki
Tu aap hi paimana ban
Aur aap hi saaqi
Zinda wo duniya me raha
Duniya ko jo thukra gaya
Thukra gaya
Do ghoont chai pee
Aur sair duniya ki
Dekho main karke aa gaya
Aa gaya aa gayaa
Main sair karke aa gayaa

Yaaron idhar aao
Mujhse na ghabraao
Mujhko khilaa sakte nahin
To mujhse kuchh khaao
Khaane khialaane se
Kuchh kam nahin hota
Apne agar khaa jayen to
Kuchh gham nahin hota
Khaakar akele raat din
Mera to dil ghabra gaya
Ghabra gaya
Do ghoont chai pee
Aur sair duniya ki
Dekho main karke aa gaya
Aa gaya aa gayaa
Main sair karke aa gayaa...

Song Details
Movie
Sanjog
Artist
Madan Mohan Kohli
Music Directory
Madan Mohan Kohli
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Rajendra Krishan

more lyrics from Sanjog

Badli Se Nikla Hai Chand
Bhooli Huyi Yaadon
Chala Hai Kahan
Do Ghoont Chai Pee
Ek Manzil Rahee Do
Jis Raat Jale Na Parwane
Kahte Hain Chand Jisko
Woh Bhooli Daastan