Dekho Mehnat Se Daulat Ki Yaari By Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Din raat badli halat badle
Mehnat ne duniya sawari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari

Mana koi chiz takdir bhi hai
Par ye na bhulo ke tadbir bhi hai
Ye tadbir pathar mein kaliya khila de
Garibi ke sholo ko sabnam bana de
Din raat badle halat badle
Mehnat ne duniya sawari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari

Garibi ki janjir kab tak rahegi
Mehnat ki choti ye kab tak sahegi
Garibi ka ho jiske ghar mein andhera
Wo mehnat ke suraj se kar le sawera
Din raat badle halat badle
Mehnat ne duniya sawari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari

Din raat badle halat badle
Mehnat ne duniya sawari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari
Dekho mehnat se daulat ki yaari...

Song Details
Movie
Rakhi
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist
Rajendra Krishan

more lyrics from Rakhi

Ae Ishq Teri Jai Ho
Babul Chhut Chala Tera Angna
Dekho Mehnat Se Daulat Ki Yaari
Kab Tak Bol Gori Aise
Rakhi Dhagon Ka Tyohar
Saiyan Chhod De Baiyan Meri
Sitaron Aaj To Hum
Ya Meri Manzil Bata