Meree Baat Rahee Mere Mann Me By Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Meree baat rahee mere mann me, kuchh kah naa sakee uljhan me
Meree baat rahee mere mann me, kuchh kah naa sakee uljhan me
Meree baat rahee mere mann me, kuchh kah naa sakee uljhan me
Mere sapane adhure huye nahee pure, aag lagee jivan me
Meree baat rahee mere mann me, kuchh kah naa sakee uljhan me

O rasiya mann basiya, nas nas me ho tum hee samaaye
Mere naina kaare baina, meraa dard naa tum sun paaye
Jiya mora pyaasa raha saawan me
Meree baat rahee mere mann me, kuchh kah naa sakee uljhan me

Kuchh kahate, kuchh sunate kyon chale gaye dil ko masal ke
Meree duniya huyee sunee, buja aas kaa dipak jaan ke
Chhaaya re andhera meree aakhiya me
Meree baat rahee mere mann me, kuchh kah naa sakee uljhan me

Tum aao ke na aao, piya yaad tumhaaree mere sang hain
Tumhe kaise yeh bataau, mere prit kaa niraala ik rang hain
Laga ho yeh neha jaise bachapan me
Meree baat rahee mere mann me, kuchh kah naa sakee uljhan me
Mere sapane adhure huye nahee pure, aag lagee jivan me
Meree baat rahee mere mann me, kuchh kah naa sakee uljhan me
Meree baat rahee mere mann me, kuchh kah naa sakee uljhan me...

Song Details
Movie
Sahib, Biwi Aur Ghulam
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Shakeel Badayuni

more lyrics from Sahib, Biwi Aur Ghulam

Bhanwara Bada Nadan Haay
Diye Bujhe Bujhe
Koi Dur Se Chale Aao
Meree Baat Rahee Mere Mann Me
Meri Jaan O Meri Jaan
Na Jao Saiyaan Chhuda Ke Baiyan
Piya Aiso Jiya Main
Saaqiyaa Aaj Mujhe Nind Nahin Aayegi