Hum Tum Yeh Khoyi By Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Hum tum ye khoyi khoyi rahe
Chanchal isharo se bulaye
Aaja, tu aaja kahi jaye
Mosam hai pyar ka
Le chal baharo ne pukara hai
Chanchal isharo ne pukara hai
Jhumate nazaro ne pukara hai
Mosam hai pyar ka
Hum tum ye khoyi khoyi rahe
Chanchal isharo se bulaye
Aaja, tu aaja kahi jaye
Mosam hai pyar ka

Dil ki har ek dhadkan
Nagama banti jaye, mera
Sapana meri baho me sharmaye
Le chal baharo ne pukara hai
Chanchal isharo ne pukara hai
Jhumate nazaro ne pukara hai
Mosam hai pyar ka
Hum tum ye khoyi khoyi rahe
Chanchal isharo se bulaye
Aaja, tu aaja kahi jaye
Mosam hai pyar ka

Yu hi chalte chalte hum
Aise kho jaye
Jalne wali aankhe humko
Dhundh na paye
Hum tum ye khoyi khoyi rahe
Chanchal isharo se bulaye
Aaja, tu aaja kahi jaye
Mosam hai pyar ka
Le chal baharo ne pukara hai
Chanchal isharo ne pukara hai
Jhumate nazaro ne pukara hai
Mosam hai pyar ka
Hum tum ye khoyi khoyi rahe
Chanchal isharo se bulaye
Aaja, tu aaja kahi jaye
Mosam hai pyar ka...

Song Details
Movie
Rungoli
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

more lyrics from Rungoli

Chhoti Si Yeh Duniya
Ek Nazar Kisi Ne Dekha
Hum Bechare Pyar
Hum Tum Yeh Khoyi
Jao Jao Nand Ke Lala
Rangoli Sajao Re