Maasum Chehara Yeh Kaatil Adaaye By Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Maasum chehara yeh kaatil adaaye, ke bemaut maare gaye hum bichaare
Saagar se gehari tumhari nigaahe dubo de na hamako yeh laakar kanaare
Saagar se gehari

Huwa samna kya ke sau tir khaye, ajab tir the woh najar bhi na aaye
Huwa samna kya ke sau tir khaye, ajab tir the woh najar bhi na aaye
Kya hum pe gujari tumhe kya bataaye, ke bemaut maare gaye hum bechaare
Saagar se gehari tumhari nigaahe dubo de na hamako yeh laakar kanaare
Saagar se gehari

Mohabbat ki unchhaayi par aa chuke hum
Ke abb raahon ki dhul hai dono aalam
Mohabbat ki unchhaayi par aa chuke hum
Ke abb raahon ki dhul hai dono aalam
Magar keh rahi hai yeh dil ki sadaaye, de na hamako yeh laakar kanaare
Maasum chehara yeh kaatil adaaye, ke bemaut maare gaye hum bichaare
Maasum chehara

Diya jakhm tumne bada khubsurat, liya daag hamne bada khubsurat
Diya jakhm tumne bada khubsurat, liya daag hamne bada khubsurat
Salaamat rahein aapki yeh jafaayein ke bemaut maare gaye hum bichaare
Saagar se gehari tumhari nigaahe dubo de na hamako yeh laakar kanaare
Maasum chehara...

Song Details
Movie
Dil Tera Deewana
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist
Hasrat Jaipuri

more lyrics from Dil Tera Deewana

Bijli Gira Ke Aap Khud Bijli Se Dar Gaye
Dhadakane Lagataa Hai Meraa
Jaane Wafa Jaane Jahaan
Maasum Chehara Yeh Kaatil Adaaye
Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse
Najar Bachkar Chale Gaye Woh
Rikshe Pe Mere Tum Aa Baithe