Udta Hua Ek Panchhi By Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Aaj udhta hua ek panchi
Zindagi ki bahar me aaya
Fir nayi mastiya sath le kar
Najaro me sath le kar aaya
Aaj udhta hua ek panchi
Zindagi ki bahar me aaya

Aaj duniya jawaa ho gayi hai
Zindgi meharbaa ho gayi hai

Aaj duniya jawaa ho gayi hai
Zindgi mehrabaa ho gayi hai

Ae baharo teri kahani
Ab meri dasta ho gayi hai
Ab meri dasta ho gayi hai
Mil gayi ab mujhe meri manzil
Mai hasi yadgaar me aaya
Mai hasi yadgaar me aaya
Aaj udhta hua ek panchi
Zindagi ki bahar me aaya

Aa gaya fir suhana savera
Mit gaya shame ghum ka andhera
Aa gaya fir suhana savera
Mit gaya shame ghum ka andhera

Gungunane lagi hai ye bahare
Fir hawao ne nagama bakhera
Fir hawao ne nagama bakhera
Saaj fir chid gaye jindgi ke
Rang fir dil ke taar me aaya
Aaj udhta hua ek panchi
Zindagi ki bahar me aaya

Aaj ki bekhudi ka batau
Nagama ye jindgi ka sunau
Aaj ki bekhudi ka batau
Nagama ye jindgi ka sunau

Ye bahare ye gulake ye kaliya
Inse apni khushi kya chupau
Inse apni khushi kya chupau
Jo mera raaj dil dal ke hai
Mai unhe raajdaro me aaya
Mai unhe raajdaro me aaya

Aaj udhta hua ek panchi
Zindagi ki bahar me aaya...

Song Details
Movie
Gehra Daag
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Shakeel Badayuni

more lyrics from Gehra Daag

Bhagvan Ik Kusur Kee
Main Teri Hui Re Balma
Subah Ka Bhoola
Tere Ho Gayi Mai
Tumhe Pake Hamne
Udta Hua Ek Panchhi