Aa Meri Ankhon Ki Gehrayi Mein By Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Aa meri ankho ki gehrayi mein
Aa kar dhub ja
Agar tamanna hai khushi ki
Muskura kar dub ja
Abhi jindagi ke sahare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai
Main kyu dub jau kinare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai

Kisi manchale ka baram todane ko
Machalti hawa o rukh modhane ko
Humari najar ke ishare bahut hai
Kisi manchale ka baram todane ko
Machalti hawa o rukh modhane ko
Humari najar ke ishare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai

Tumhari adao ko pechanta hu
Tumhari adao ko pechanta hu
Tumhe tumse behtar to mai janta hu
Nigahe salamat najaare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai

Yahi dekh lo agar na tumko yakin ho
Humari najro mein tumhi tum hi ho
Yahi dekh lo agar na tumko yakin ho
Humari najro mein tumhi tum hi ho
Isi anjuman mein humare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai

Andhere hai lekin mujhe gham nahi hai
Andhere hai lekin mujhe gham nahi hai
Ke ummid ki roshani kam nahi hai
Mere aasman par sitare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai
Main kyu dub jau kinare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai
Abhi jindagi ke sahare bahut hai...

Song Details
Movie
Pyar Ka Bandhan
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist
Naqsh Lyallpuri

more lyrics from Pyar Ka Bandhan

Aa Meri Ankhon Ki Gehrayi Mein
Bojh Utha Le Saathi
Ek Pyar Ke Bandhan Ki Khatir
Ghoda Pishori Mera Tanga Lahori
Meri Pehli Aarzoo Ka Yeh Salaam
Sambhal Kar Ishq Farmana
Zara Bach Ke O Baliye Bach Ke