Chand takta hai idhar
Chand takta hai idhar
Aao kahi chhup jaaye
Kahi lage na nazar
Aao kahi chhup jaaye
Chand takta hai idhar
Phul sakho se jhuke
Jate hotho ki taraf
Phul sakho se jhuke
Jate hotho ki taraf
Jhoke bal khake mude aate hai
Ho mude aate hai julfo ki taraf
Chhod kar inki dagar
Chhod kar inki dagar
Aachal chhup jaaye
Kahi lage na nazar
Aao kahi chhup jaaye
Chand takta hai idhar
Main hi main dekhu sajan
Duja na dekhe tohe
Main hi main dekhu sajan
Duja na dekhe tohe
Pa khabar kon sa tanha tora
Ho sajan tora man mohan
Dil pe dalo na asar
Dil pe dalo na asar
Aao kahi chhup jaaye
Chand takta hai idhar
Aao kahi chhup jaaye
Chand takta hai idhar
Sari nazro se pare sare
Nazaro se pare
Sari nazro se pare sare
Nazaro se pare
Aasmano pe chamakte huye
Ho chamakte huye taro se pare
Odh kar lal chunar
Odh kar lal chunar
Aao kahi chhup jaaye
Kahi lage na nazar
Aao kahi chhup jaaye
Chand takta hai idhar...
Song Details
- Movie
- Dooj Ka Chand
- Artist
- Roshanlal Nagrath (Roshan)
- Music Directory
- Roshanlal Nagrath (Roshan)
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
- Lyricist
- Sahir Ludhianvi