Husn Se Chand Bhi By Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Husn se chaand bhi sharmaaya hai
Teri soorat ne ghazab dhaaya hai
Husn se chaand bhi sharmaaya hai
Teri soorat ne ghazab dhaaya hai

Haaye in pyaar mein doobi huyee aankhon ki qasam
Haaye in pyaar mein doobi huyee aankhon ki qasam
Aadmi kya hai farishton ke behak jaayen qadam
Aadmi kya hai farishton ke behak jaayein qadam
Bin piye mujhpe nasha chhaaya hai
Teri soorat ne ghazab dhaaya hai
Husn se chaand bhi sharmaaya hai
Teri soorat ne ghazab dhaaya hai

Muskuraayen jo tere lab to bahaaren aayin
Muskuraayen jo tere lab to bahaarein aayin
Khil gaye phool padi teri jahaan parchaayee
Khil gaye phool padi teri jahaan parchaayee
Toone gulshan mera mehkaaya hai
Teri soorat ne ghazab dhaaya hai
Husn se chaand bhi sharmaaya hai
Teri soorat ne gazab dhaaya hai...

Song Details
Movie
Door Ki Awaz
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Shakeel Badayuni

more lyrics from Door Ki Awaz

Dil Mera Aaj Kho Gaya
Ek Musafir Ko Duniya Mein
Happy Birthday To You
Hathon Mein Hath
Husn Se Chand Bhi
Kya Yun Hi Rooth Ke
Muqaddar Azmana Chahta