Ae Sanam Aaj By Madan Mohan Kohli

Ae sanam
Ae sanam aaj yeh qasam khayein
Ae sanam aaj yeh qasam khayein

Mudke abb dekhane ka nam na le
Pyar ki wadiyo me kho jaye

Ae sanam aaj yeh qasam khayein
Fasale pyar ke mita dale

Aur duniya se door ho jaye
Ae sanam aaj yeh qasam khayein

Jis taraf jaye, baharo ke salam aayenge
Jis taraf jaye, baharo ke salam aayenge

Aasmano se yeh rangin payaam aayenge
Tera jalwa hain jaha, meri jannat hain waha

Tere hotho ki hasin, sau baharo ka samaan
Ae sanam aaj yeh qasam khayein
Fasale pyar ke mita dale

Aur duniya se door ho jaye
Ae sanam aaj yeh qasam khayein

Apna iman fakata, apani mohabbat hogi
Har ghadi ishq ki ek taaja kayamat hogi

Dekhakar range wafa, muskurayega khuda
Aur sochega jara, ishq kyo paida kiya...

Song Details
Movie
Jahan Ara
Artist
Madan Mohan Kohli
Music Directory
Madan Mohan Kohli
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood
Lyricist
Rajendra Krishan

more lyrics from Jahan Ara

Ae Sanam Aaj
Baad Muddat Ke
Haal E Dil Yun Unhe
Jab Jab Tumhein
Kisi Ki Yaad Mein
Main Teri Nazar Ka
Phir Wohi Sham
Teri Aankh Ke Aansoo
Woh Chup Rahen