Aa Mein Bataoon By Iqbal Qureshi

Aa main bataaun tu hai kyaa
Aa main bataaun tu hai kyaa
Sirf nazar ka hai dhokhaa
Samjha hai mujhko utna hi
Jisko jitna zarf milaa
Aa main bataaun tu hai kyaa
Sirf nazar ka hai dhokhaa

Meri mast nigaahon ne
Kaam diyaa hai saaghar ka
Kaam diyaa hai saaghar ka
Meri mast nigaahon ne
Kaam diyaa hai saaghar ka
Kaam diyaa hai saaghar ka
Mast huaa bejaam ke main
Naam liyaa jab saaqi ka
Naam liyaa jab saaqi ka
Dekh liyaa jab saaqi ko
Hosh ganwaayaa baaqi ka
Aa main bataaun tu hai kyaa
Sirf nazar ka hai dhokhaa

Zulfon ko tu baadal jaanaa
Aankh ko samjha maikhaanaa
Akl setu hai begaanaa
Deewaan hai deewaana
Deewaan hai deewaana
Deewaan hai deewaana
Tere liye deewaana banaa
Aur tu hi kahe hai deewaanaa
Tere liye deewaana banaa
Aur tu hi kahe hai deewaanaa
Meri iss ruswaayi mein
Tera bhi hai afsaanaa
Deewaana hai deewaana
Deewaana hai deewaana
Deewaana hai deewaana
Deewaana hai deewaana

Yoon na udaati chal aanchal
Deewaane se bach ke chal
Nikla hai na niklegaa
Zulf ka kham aur mera bal
Aa main bataaun tu hai kyaa
Sirf nazar ka hai dhokhaa...

Song Details
Movie
Qawwali Ki Raat
Artist
Iqbal Qureshi
Music Directory
Iqbal Qureshi
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist
Shewan Rizvi

more lyrics from Qawwali Ki Raat

Aa Mein Bataoon
Aye Jane Nazar Chilman
Dekh Kar Meri Taraf
Dil Gaya Dil Ka Aetbar Gaya
Husnwale Husn Ka
Jate Jate Ek Nazar
Kahne Wale Tu Bhi (Title)
Pyar Ki Hasrate Khak
Wah Chand Sa