Kya Ajab Saaz Hai Ye Shehnai By Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Kya ajab saaj hai ye sahnayi
Do hi sur ka ye khel sara hai
Kya ajab saaj hai ye sahnayi
Do hi sur ka ye khel sara hai

Ek sur jindagi ka sahil hai
Dusra maut ka kinara hai
Ek sur jindagi ka sahil hai
Dusra maut ka kinara hai
Kya ajab saaj hai ye sahnayi
Do hi sur ka ye khel sara hai

Ye baje to hayas ki mahfil
Tore badan pe aake jham jaye
Jindagi ek khwab ho jaye
Ye agar bajate bajate baj jaye
Ye chand kabhi chand chudavi ka hai
Aur kabhi suabah ka sitara
Ye chand kabhi chand chudavi ka hai
Aur kabhi suabah ka sitara

Kya ajab saaj hai ye sahnayi
Do hi sur ka ye khel sara hai

Aah aur waah kya ye sangam hai
Sur aur saaj ki ye jawani hai
Aah aur waah kya ye sangam hai
Sur aur saaj ki ye jawani hai
Hai agar ye sabab ka ye kissa
Ek bewa bhi kahani hai
Kah ko hota hai absar nahi
Aanshuo ka bhi ek dara hai
Kah ko hota hai absar nahi
Aanshuo ka bhi ek dara hai

Kya ajab saaj hai ye sahnayi
Do hi sur ka ye khel sara hai...

Song Details
Movie
Shehnai
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Rajendra Krishan

more lyrics from Shehnai

Is Tarah Toda Mera Dil
Kitni Jawan Hai Zindagi
Kya Ajab Saaz Hai Ye Shehnai
Na Jhatko Zulf Se Pani
Pawan More Aangna Mein
Sadiyo Purani Apni Kahani
Sharma Ke Na Ja Tadpa Ke Na Ja