Kuch Bhi Kahe Ye Duniyawale By Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah

Kuch bhi kahe ye duniawale
Hum hai abhi jawan
Are hum hai abhi jawan
Kuch bhi kahe ye duniawale
Hum hai abhi jawan
Are hum hai abhi jawan

Tumne jo dekha
Aankh churake
Jhum uthe arman
Jhum uthe arman
Tumne jo dekha
Aankh churake
Jhum uthe arman
Jhum uthe arman

Jalwa hamara
Dekh ke rustam
Chod gaya maidan
Chod gaya maidan
Gal gulabi dekh ke mere
Har ladke hairam
Har ladke hairam
Teri adao ke diwane
Sahar ke sabhi jawa

Chal hamari kya matwali
Very very very very good
Very very very very good
Husn ka mere baj hai danka
Holly holly holly holly wood
Holly holly holly holly wood
Isiliye to kal
Pedra aati nahi yaha

Hamko kahe jo budha yaro
Budha uska baap
Budha uska baap
Meri najar se koi dekhe
Kitne jawa hai aap
Kitne jawa hai aap
Teri najar se
Kya kya dekha
Kaise karu baya
Roke jamana
Chahe roke khudayi
Hame jana padega
Bhag jana padega
Hame jana padega
Bhag jana padega...

Song Details
Movie
Johar-Mehmood in Goa
Artist
Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Directory
Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Label
Saregama
Singers
Kishore Kumar, Shamshad Begum
Lyricist
Qamar Jalalabadi

more lyrics from Johar-Mehmood in Goa

Aji Aisi Nazar Ko Kya Kahiye
Ankhiyo Ka Nur Hai Tu
Dhire Re Chalo
Kuch Bhi Kahe Ye Duniyawale
Sikandar Bhi Aaye
Yeh Do Deewane Dil Ke