Janm bhoomi pe jaan lutate hai
Sarhado pe jo hans ke jate hai
Kitni paawan ye deshbhakti hai
Inka sahas hi apni shakti hai
Parbhu jeevan pe inki tum apni kirpa karo
Sare sankhat ko pal me harlo
Janm bhoomi pe jaan lutate hai
Sarhado pe jo hans ke jate hai
Kitni paawan ye deshbhakti hai
Inka sahas hi apni shakti hai
Parbhu jeevan pe inki tum apni kirpa karo
Sare sankhat ko pal me harlo
Mushkilo ki ghadi samne hai khadi
Har mushkil se unko bachana
Rah bhatke na vo
Kahi atke na vo
Rah unko parbhu ji inko dikhana
Man me sabke yahi aasha hai
Dur hogi vo jo nirasha hai
Sare bandan to todh aaye vo
Apni manzil ko pa hi jaye vo
Parbhu jeevan pe inki tum apni kirpa karo
Sare sankhat ko pal me harlo
Tu bhagwan hai tu na anjaan hai
Har pal ka tujhe ghayan daata
Kamana hai yahi archana hai yahi
Bas raksha tu karna vidhata
Rah mushkil hai dur manzil hai
Tu hi kasti hai tu hi sahil hai
Aasra tera agar mil jaye
Gir gir ke bhi vo sambhal jaye
Parbhu jeevan pe inki tum apni kirpa karo
Sare sankhat ko pal me harlo
Janm bhoomi pe jaan lutate hai
Sarhado pe jo hans ke jate hai
Kitni paawan ye deshbhakti hai
Inka sahas hi apni shakti hai
Parbhu jeevan pe inki tum apni kirpa karo
Sare sankhat ko pal me harlo
Sare sankhat ko pal me harlo
Sare sankhat ko pal me harlo..
Song Details
- Movie
- Agnipankh
- Artist
- Pritam Chakraborty
- Music Directory
- Pritam Chakraborty
- Singers
- Kavita Krishnamurthy