So Rahe Hai Bekhabar By Mohammed Shafi Niyazi

So rahe hai bekhabar
Sone wale gaon mein
Aan milo balma
Taro ki chhon mein
Aan milo balma
Taro ki chhon mein
So rahe hai bekhabar
Sone wale gaon mein
Aan milo balma
Taro ki chhon mein
Aan milo balma
Taro ki chhon mein

Tumne bedardi piya
Julm ye kya kiya
Julm ye kya kiya
Tumne bedardi piya
Julm ye kya kiya
Julm ye kya kiya
Haske jiya le liya
Badle me dukh de diya
Haske jiya le liya
Badle me dukh de diya
Aa gaye hum
Najro ki is gaon mein
Aan milo balma
Ki chhon mein
Aan milo balma
Ki chhon mein

Apna banake balam
Muh na kahi modiyo
Muh na kahi modiyo
Muh na kahi modiyo
Apna banake balam
Muh na kahi modiyo
Muh na kahi modiyo
Muh na kahi modiyo
Tumko hamari kasam
Saath nahi chhodio
Tumko hamari kasam
Saath nahi chhodio
Hath na dhona pade
Hamko kahi gaon se
Aan milo balma
Ki chhon mein
Aan milo balma
Ki chhon mein

Bhed na jane koi
Dil ki lagi ka piya
Dil ki lagi ka piya
Bhed na jane koi
Dil ki lagi ka piya
Dil ki lagi ka piya
Bairi jamana hame
Tumse agar juda
Bairi jamana hame
Tumse agar juda
Pad jaye bediya
Mehandi lage haath mein
Aan milo balma
Ki chhon mein
So rahe hai bekhabar
Sone wale gaon mein
Aan milo balma
Ki chhon mein
Aan milo balma
Ki chhon mein...

Song Details
Movie
Hulchul
Artist
Mohammed Shafi Niyazi
Music Directory
Mohammed Shafi Niyazi
Music Label
Saregama
Singers
Shamshad Begum
Lyricist
Khumar Barabankvi

more lyrics from Hulchul

Ek Jhoothi Si Tasalli
Haay Sadke Tere
Lagi Hai Aag Dil Mein
O Bichhade Hue Saathi
Preet Jata Ke Meet Bana Ke
So Rahe Hai Bekhabar
Aaj Mere Naseeb Ne
Koi Kis Tarah Raaze Ulfat
Luta Dil Mera