Jiniya tane der lagiya tainu
Ek lage to tu jane
Gulam phariba dil othe daiye
Jithe agala kadar bhi jane
Vairiya we ho kiya kya kasur maine tera we
Vairiya we
Chahe jo saluk kar mujhe manjur par
Jurm jarur das mera ve
Vairiya we ho kiya kya kasur maine tera we
Vairiya we
Ankhiyo me bas ke ankhiyo se das ke
Leta nahi has ke salam tu
Itna to kam kar mujhe badnam kar
Koi bhi lagake ilam tu
Kar kuch bahana konsa na mana
Hukam huzur das tera we
Vairiya we ho kiya kya kasur maine tera we
Vairiya we
Acha kiya tune tod diya tune
Dil mera bada magrur tha
Apni wafa pe sharam haya pe
Kabhi mujhe itna gurur tha
Kadmo me tere rakh diya sar le
Tuta gurur bas mera we
Vairiya we ho kiya kya kasur maine tera we
Vairiya we
Yaha nahi chalta jor dilo ka
Yaha dastur chalte hai
Gal sun sajna chal mere balma
Dunia se dur chalte hai
Yaha nahi rahna itna tu kahna
Kar manjur bas mera we
Vairiya we ho kiya kya kusur maine tera we
Vairiya we, vairiya we
Vairiya we, vairiya we...
Song Details
- Movie
- Naam
- Artist
- Various Artists
- Music Directory
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Lata Mangeshkar
- Lyricist
- Anand Bakshi