Kal Hamare Ghar By Various Artists

Kal humare ghar teri barat aayegi
Kal humare ghar teri barat aayegi
Aur kya hoga
Aur kya hoga jab barat aayegi
Kal humare ghar teri barat aayegi
Kal humare ghar teri barat aayegi
Aur kya hoga jab barat aayegi

Mai gungat me sharmaungi
Mai gunghat tera uthunga
Mai gungat me sharmaungi
Mai gunghat tera uthunga
Hatho se mukhda chupa lungi
Chehre se haath hata dunga

Juk jayegi aanke shram ke
Aanko se jumana chahunga
Mai peeche hathti jaungi
Mai aage badta jaunga
Mai peeche hathti jaungi
Mai aage badta jaunga

Aage badh ke fir vo baat aayegi
Aur kya hoga jab barat vo aayegi
Kal humare ghar teri barat aayegi
Kal humare ghar teri barat aayegi

Vo baat batao kya thi
Jeena japti si hogi
Ye jina japti kaisi hai
Hur lakhan ke aisi hai
Chudi ki kanak se kya hoga
Arman humare machlenge

Badh jayegi teji sanso ki
Aur pyar ka saula badkega
Fir patali kamriya teri
Mere hath aayegi
Kal humare ghar teri barat aayegi
Aur kya hoga jab vo raat aayegi

Band hoga vo kamra bahar aayegi
Mai hath chudakar bhagungi
Band hoga vo kamara bahar se
Mai chikunngi ki chilaungi
Mai aage badunga teri taraf
Mai kamare ki bajli bhuja dungi
Hai fir to maja aayega

Bijali bhuja ke khol ke kidki
Dikha ke thanga kood ke aise bagungi
Na to fir vo baat na fir raat aayegi
Na to fir vo baat na raat aayegi
Na to fir vo baat na raat aayegi
Na to fir vo raat na vo baat aayegi...

Song Details
Movie
Mazloom
Artist
Various Artists
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
T-Series
Singers
Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Lyricist
Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)

more lyrics from Mazloom

Aankh Pe Dhoop Ka Chashma
Aao Kareeb Aao
Chand Ye Sitare
Kal Hamare Ghar
Sunday Monday