Ari o sakhi bata to sahi
Ari o sakhi bata to sahi
Tera mehbub kaisa hai
Tera mehbub kaisa hai
Tera mehbub kaisa hai
Tera mehbub kaisa hai
Ari o sakhi bata to sahi
Ari o sakhi bata to sahi
Tera mehbub kaisa hai
Tera mehbub kaisa hai
Tera mehbub kaisa hai
Tera mehbub kaisa hai
Wo jo mera chahita sanam hai
Haye re haye kya resham hai
Bago me mor nache hai jaise
Nachta hai wo zalim bhi aise
Wo to latu hoga ya nikhatu hoga
Ya to tattu hoga nahi nahi nahi
To naam to bata
Uski tasveere hai dil ke andar
Mera jani hai mera jitendar
Haye jitendar haye jitendar
Haye jitendar
Ari o sakhi bata to sahi
Ari o sakhi bata to sahi
Tera mehbub kaisa hai
Tera mehbub kaisa hai
Tera mehbub kaisa hai
Tera mehbub kaisa hai
Mera mehbub sabko hansaye
Sari duniya ke gam ko bhulaye
Pyara pyara salona salona
Hai wo mere liye ek khilona
Wo to jhokar hoga ya to lofar hoga
Ya to jhokar hoga arey nahi nahi nahi
To naam to bata
Is zamane se hai mera dilbar
Usko kahte hai sab
Johnny walker johnny walker
Johnny walker johnny walker
Ari o sakhi bata to sahi
Ari o sakhi bata to sahi
Tera mehbub kaisa hai
Tera mehbub kaisa hai
Tera mehbub kaisa hai
Tera mehbub kaisa hai
Jaanlewa hai uski adaye
Khawab din rat mujhko dikhaye
Uska chehara hai roshan sawera
Wo meri jaan hai dil hai mera
Wo to khota hoga ya to chhota hoga
Ya to mota hoga nahi nahi nahi
To naam to bata
Hai wo hira wo moti wo panna
Naam uska hai rajesh khanna
Rajesh khanna rajesh khanna
Rajesh khanna
Ari o sakhi bata to sahi
Ari o sakhi bata to sahi
Tera mehbub kaisa hai
Tera mehbub kaisa hai
Tera mehbub kaisa hai
Tera mehbub kaisa hai
Mera mehbub itna hansi hai
Koi duniya me aisa nahi hai
Bole surat ada pyari pyari
Wo akela hai das das pe bhari
Wo to katil hoga ya to zahil hoga
Ya to gafil hoga arey nahi nahi nahi
To naam to bata
Jaise mehake baharo me gulshan
Mera sapna hai amithab bachhan
Amithab bachhan amithab bachhan
Amithab bachhan
Ari o sakhi bata to sahi
Ari o sakhi bata to sahi
Tera mehbub kaisa hai
Tera mehbub kaisa hai
Tera mehbub kaisa hai
Tera mehbub kaisa hai
Jauni amithab rajesh jitendar
Mera wo to hai in sabse better
Chand taro se bhi khubsurat
Uski ek ek ada me mohabbat
Wo to kala hoga bhola bhala hoga
Ya dil wala hoga nahi nahi nahi
To naam to bata.
Kya khau naam bas khub hai wo
Hasti mer amehbub hai wo
Mehbub hai ye mehbub hai ye
Mehbub hai ye...
Song Details
- Movie
- Kaanch Ki Deewar
- Artist
- Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
- Music Directory
- Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
- Music Label
- Ultra Music
- Singers
- Anuradha Paudwal, Sharda Sinha
- Lyricist
- Kafil Azar