Doosra hai zamana wo pehla nahi
Kitne majnu magar ek laila nahi
Ek laila nahi aji isiliye to araz kiya hai
Aye mere dosto agar mohabbat karo
Aye mere dosto agar mohabbat karo
Bad me do ye dil pehle kar lo yaki
Wo sitamgar wo sitamgar kahi bewafa to nahi
Wo sitamgar kahi bewafa to nahi
Aye mere dosto agar mohabbat karo
Aye mere dosto agar mohabbat karo
Bad me do ye dil pehle kar lo yaki
Wo sitamgar kahi bewafa to nahi
Wo sitamgar kahi bewafa to nahi
Aaj tak jitne ashiq purane huye
Ya sharabi huye ya diwane huye
Ya sharabi huye ya diwane huye
Ya sharabi huye ya diwane huye
Aaj tak jitne ashiq purane huye
Ya sharabi huye ya diwane huye
Ya sharabi huye ya diwane huye
Ya sharabi huye ya diwane huye
Isiliye sahibo meshwara aye suno
Isiliye sahibo meshwara aye suno
Bad me do ye dil pehle kar lo yaki
Wo sitamgar kahi bewafa to nahi
Wo sitamgar kahi bewafa to nahi
Ye wafa kyu kare inki aadat nahi
Inme sab kuch hai lekin sharafat nahi
Inme sab kuch hai lekin sharafat nahi
Ye wafa kyu kare inki aadat nahi
Inme sab kuch hai lekin sharafat nahi
Inme sab kuch hai lekin sharafat nahi
Tum inhe jan lo jan pehchan lo
Tum inhe jan lo jan pehchan lo
Bad me do ye dil pehle kar lo yaki
Wo sitamgar wo sitamgar kahi bewafa to nahi
Wo sitamgar kahi bewafa to nahi
Aye mere dosto agar mohabbat karo
Bad me do ye dil pehle kar lo yaki
Wo sitamgar kahi bewafa to nahi
Wo sitamgar kahi bewafa to nahi...
Song Details
- Movie
- Jaal
- Artist
- Anu Malik
- Music Directory
- Anu Malik
- Music Label
- T-Series
- Singers
- Mohammed Aziz
- Lyricist
- Anand Bakshi