Pee kar dekho bhang bhaiya is duniya ke rang
Pee kar dekho bhang bhaiya is duniya ke rang
Karlo mauj bahar jawani ke hai din do char
Jawani ke hai din do char
Jawani ke hai din do char
Mera naam haye oye haye haye haye haye
Mera naam haye badnam ho gaya
Mera naam haye badnam ho gaya
Mera nam haye badnaam ho gaya
Badnam haye mera nam ho gaya
Re mera nam haye badnaam ho gaya
Badnam haye mera naam ho gaya
Ho jab se laga solhwa sal
Logo badli meri chal
Re jo bhi dekhe feke jal
Bole acha hai ye mal
Is dar se choda bhopal
Mai pahuchi nanital
Waha pe aaya ye bhuchal
Ho gaya rang sharam se lal
Uska nam tha natwar laal
Jisne kiya ye mera haal
Uska nam tha natwar laal
Jisne kiya ye mera haal
Mere sath julm haye ram ho gaya
Mera naam haye badnaam ho gaya
Badnam haye mera naam ho gaya
Re mera naam haye badnaam ho gaya
Ho tauba karli pakde kan
Hoke sabse badgumaan
Re bachake sabse jal maine choda hindustan
Pahle pahuchi englishtan
Fir ja pahuchi mai japan
Bik gayi mugt me mai nadan
Jaise japani saman
Ek hi jaise beiman dunia bhar ke nojawan
Ek hi jaise beiman dunia bhar ke nojawan
Mai jaha bhi gayi katle aam ho gaya
Mera nam haye badnam ho gaya
Are mera naam haye badnaam ho gaya
Mera naam haye badnaam ho gaya
Badnam haye mera nam ho gaya
Mera naam haye badnaam ho gaya
Badnam haye mera naam ho gaya...
Song Details
- Movie
- Elan-e-Jung
- Artist
- Various Artists
- Music Directory
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
- Music Label
- Tips Music
- Singers
- Alka Yagnik
- Lyricist
- Anand Bakshi