Lahoo ka rang ek hai
Lahoo ka rang ek hai
Lahoo ka rang ek hai
Lahoo ka rang ek hai
Lahoo ka rang ek hai
Dunia ke har inan ka
Wafa ka dhang ek hai
Dharm or iman ka
Dard bada hi hota hai
Dard bada hi hota hai
Jab kisi ka bahe lahu
Wo chahe tera lahoo mera lahoo mera lahoo
Tera lahu mera lahu
Agar khuda ye sochta
Iman ke sar me taj ho
To kaun usko rokata
Agar bithana chahta
Dharam ka jag me raaz ho
To kaun usko tokta
Dilo me fut dalna to kam hai beimanka
Lahu ka rang ek hai dunia ke har insan ka
Dard bada hi hota hai
Dard bada hi hota hai
Jab kisi ka bahe lahu
Wo chahe tera lahoo mera lahoo mera lahoo
Tera lahu mera lahu
Pyar ki purwaiya chale to
Gunje kab pata
Hindu ya musalman ka
Karam ki dhup jab khile to
Puche kab pata
Arab ya hindustan ka
Dilo me fut dalna to kam hai nadan ka
Lahu ka rang ek hai dunia ke har inan ka
Dard bada hi hota hai
Dard bada hi hota hai
Jab kisi ka bahe lahu
Wo chahe tera lahoo mera lahoo mera lahoo
Tera lahoo mera lahoo
Tera lahoo mera lahoo...
Song Details
- Movie
- Mera Lahoo
- Artist
- Anu Malik
- Music Directory
- Anu Malik
- Music Label
- Venus Records
- Singers
- Anu Malik, Shabbir Kumar
- Lyricist
- S. Malik