Ganpati bappa moriya moriya re moriya
Ganpati bappa moriya moriya re moriya
Mangal murti moriya moriya re moriya
Mangal murti moriya moriya re moriya
Mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila
Mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila
Kis me kitni bhakti hai kis me kitni shakti hai
O kon ye bazi marega kon khel me harega
Moka mila moka mila badi muskil se ye moka mila
Moka mila moka mila badi muskil se ye moka mila
Ye moka nahi chhodege aaj patakhe phodenge
Ho ye jan ke humne moka diya apna wada pura kiya
Mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila
Moka mila moka mila badi muskil se ye moka mila
Vakar kund mahakay tujhme koti kudi ki choti
Koti kudi ki choti shub kamo ke ke liye
Partham teri hi puja hoti teri hi puja hoti
Pehle puja kar le phir hum duja kam karege
Duja kam karege lekar tera naam parbhu hum
Kam tamam karege kam tamam karege
Puja me koi bair nahi par chheda to kher nahi
Kon ye bazi marega kon khel me harega
Mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila
Moka mila moka mila badi muskil se ye moka mila
Shankar shuvan bhawani ke nandan
Bhakto ke rakhware bhakto ke rakhware
Tera hath ho jiske sar pe koi use kya mare
Koi use kya mare arey jan bhujh kar jo agyani
Mot ke muh me jaye mot ke muh me jaye
Arey kaise use bacahye bhagwan
Kab tak use bachaye kab tak use bachaye
Kis me kitni bhakti hai kis me kitni shakti hai
O kon ye bazi marega kon khel me harega
Mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila
Moka mila moka mila badi muskil se ye moka mila
Jis rana ke naam ko sunkar sagra kahe zamana
Dushman ke ghar aa pahuncha vo ganpati ka diwana
Dost se ho ya dushman se hum wada kabhi na bhule
Wo hathiyar bana hi nahi jo badan hamara chhu le
Jag ki himmat to dekho parwat se takraye
Parwat se takraye apni hasti bhulke chhatra
Dariya se aodh lagaye dariya se aodh lagaye
Tujh par jinhe bharosa nahi kisi se darte
Nahi kisi se darte
Marte dam tak bhkat tere tera hi dam bharte
Tera hi dam bharte kis me dam kit jani re
Kon hai kitne pani me hum ye bazi marenge
Harne wale harenge
Mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila
Moka mila moka mila badi muskil se ye moka mila
Jai ganesh jai ganesh deva
Jai ganesh jai ganesh deva
Sewa kare so pave mewa
Jai ganesh jai ganesh deva
Ek dant balwant vinayak
Jai ganesh jai ganesh deva
Sab dukh harat sab sukh dayak
Jai ganesh jai ganesh deva
Thumri kerpa jis par hoyi
Jai ganesh jai ganesh deva
Uska sath tham le na koi
Jai ganesh jai ganesh deva
Tu bhkat jano ka pyara
Jai ganesh jai ganesh deva
Karna khyal hamara
Jai ganesh jai ganesh deva...
Song Details
- Movie
- Marte Dam Tak
- Artist
- Ravindra Jain
- Music Directory
- Ravindra Jain
- Music Label
- T-Series
- Singers
- Hemlata (Lata Bhatt), Mahendra Kapoor, Shabbir Kumar, Suresh Wadkar
- Lyricist
- Ravindra Jain