Sulgati hai aankhe tarasti hai bahe
Sulgati hai aankhe tarasti hai bahe
Gale se laga lo ke ji chahata hai
Mujhe khakh kar do mujhe rakh kar do
Mujhe phok dalo ke ji chahata hai
Sulgati hai aankhe tarasti hai bahe
Gale se laga lo ke ji chahata hai
Udhar bhi hai tufa idhar bhi hai tufa
Bhawar se nikalo ke ji chahata hai
Sulgati hai aankhe tarasti hai bahe
Gale se laga lo ke ji chahata hai
Yaha tak to pahunche yaha tak to aaye
Yaha tak to pahunche yaha tak to aaye
Sanam tumpe dal du zulfo ke saye
Sanam tumpe dal du zulfo ke saye
Ye rukna machalna machalkar sambhalna
Ye parde hata lo ke ji chahata hai
Baharo ke din hai jawani ki rate
Ye do char hai meharbani ki rate
Nasha aa raha hai shabar ja raha hai
Ye rate mana lo ke ji chahata hai
Sulgati hai aankhe tarasti hai bahe
Gale se laga lo ke ji chahata hai
Mujhe khakh kar do mujhe rakh kar do
Mujhe phok dalo ke ji chahata hai
Sulgati hai aankhe tarasti hai bahe
Gale se laga lo ke ji chahata hai...
Song Details
- Movie
- Insaaf
- Artist
- Various Artists
- Music Directory
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
- Music Label
- Venus Records
- Singers
- Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
- Lyricist
- Farooq Qaiser