Jo Chham Se Nikal Gayee By Rahul Dev Burman

Jo chham se nikal gayi raat
Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali
Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali
Yeh gayi toh gayi phir nahi aanewaali
Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali

Haan aaj toh baaji hogi lagaani
Haan aaj toh baaji hogi lagaani, kehati hoon main yeh pukaar
Daam toh hoga tujhako lagaana daulat ho chaahe pyaar
Aa idhar tujhase yeh yeh najar hai sawaali
Jo chham se nikal gayi raat
Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali

Ho kaun hai asali kaun hai nakali
Ho kaun hai asali kaun hai nakali, teri najar jaane
Shakl kisiki chhup na sakegi dil se jo pehchaane
Laakh parde mein bhi hai najar aanewaali
Jo chham se nikal gayi raat
Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali

Ho jaan liya toh phir yeh kadam kyun

Ho jaan liya toh phir yeh kadam kyun, kis liye roka hai
Jo bhi karana kar le meri jaan aakhir mauka hai
Jaanemann yeh ghadi pal mein hai jaanewaali
Jo chham se nikal gayi raat
Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali
Yeh gayi toh gayi phir nahi aanewaali
Jo chham se nikal gayi raat nahi phir aanewaali
Nahi phir aanewaali, nahi phir aanewaali...

Song Details
Movie
Inaam Dus Hazaar
Artist
Rahul Dev Burman
Music Directory
Rahul Dev Burman
Music Label
T-Series
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

more lyrics from Inaam Dus Hazaar

Chand Koi Hoga Tumse Kahan
Jaane Bhi Do Yaar
Jo Chham Se Nikal Gayee
Kabhi Yeh Haath Hain Humsafar