Ang Ang Khila By Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah

Tera sang mila
Tera sang mila ang ang khila
Ye jiwan ye jiwan lagne laga
Tere aane se muskurane se
Tere aane se muskurane se
Tujhe chhuke jo
Tujhe chhuke jo pawan aayi to
Tan chandan chandan lagne laga
Tere aane se muskurane se
Tere aane se muskurane se

Pyar jitna hai is jamane me
Pyar jitna hai is jamane me
Teri aankho me maine paya hai
Jaise pahra me jhumta badal
Meri dunia me aise tu aaya hai
Banke kaliya
Banke kaliya khili kaliya
Ye sawan saan lagne laga
Tere aane se muskurane se
Tere aane se muskurane se

Mere naino me teri surat hai
Mere naino me teri surat hai
Ya ke mandir me koi murat hai
Mere jiwan ka tu hi arma hai
Mere jine ki tu hi to surat hai
Koi anjana
Koi anjana koi mastana

Mujhe sajan sajan lagne laga
Tere aane se muskurane se
Tere aane se muskurane se
Tujhe chhuke jo
Tujhe chhuke jo pawan aayi to
Tan chandan chandan lagne laga
Tere aane se muskurane se
Tere aane se muskurane se...

Song Details
Movie
Sherni
Artist
Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Directory
Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Label
T-Series
Singers
Sadhana Sargam
Lyricist
Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

more lyrics from Sherni

Ang Ang Khila
Ek Rupaiya
Koi Mard Na Mila
Mushkil Hai Mushkil