O behna o behna o behna o behna
O mere jijaaji ka kya kehna
Rab ne aisi jodi banaayi jaise tota aur maina o behna
O behna o behna o behna o behna
O mere jijaaji ka kya kehna
Rab ne aisi jodi banaayi jaise tota aur maina o behna
Kya surat hai
Kya surat hai hay alla jo dekhe kahe subhan alla
Kya surat hai hay alla jo dekhe kahe subhan alla
Jaise chand sitaaron mein wo ek hazaaron mein valla
Huwa kya jo rang kala hain tede hai thode se naina
O behna o behna o behna o mere jijaaji ka kya kehna
Rab ne aisi jodi banaayi jaise tota aur maina o behna
Kaan jarase lambe hain kad thoda sa chhota hain
Kaan jarase lambe hain kad thoda sa chhota hain
Khaate pite ghar ka hain is liye jarasa mota hai
Baaki sab kuchh thik thak hain tu dhoke mein mat rehana
O behna o behna o behna o mere jijaaji ka kya kehna
Rab ne aisi jodi banaayi jaise tota aur maina o behna
Maana naya jamaana hain
Maana naya jamaana hain ye sample jara puraana hai
Maana naya jamaana hain ye sample jara puraana hai
Lekin shakl se lagata hai ye sachmuch tera deewaana hai
Pant kisi ki pehani nai aur coat kisika hai pehana
O behna o behna o behna o mere jijaaji ka kya kehna
Rab ne aisi jodi banaayi jaise tota aur maina o behna...
Song Details
- Movie
- Shahenshah
- Artist
- Various Artists
- Music Directory
- Amar Biswas, Utpal Biswas
- Music Label
- Venus
- Singers
- Mohammed Aziz
- Lyricist
- Anand Bakshi