Tera nam jan-e-wafa hai magar tu badi bewafa hai
Meri jan tujhpar fida hai magar tu badi bewafa hai
Teri bewafai ka shikwa karu toh
Teri bewafai ka shikwa karu toh
Yeh meri mohabbat ki tauhin hogi
Teri bewafai ka shikwa karu toh
Yeh meri mohabbat ki tauhin hogi
Bhari bazm mein tujhko rusava karu toh
Bhari bazm mein tujhko rusava karu toh
Yeh meri sharafat ki tauhin hogi
Teri bewafai ka shikwa karu toh, yeh meri mohabbat ki tauhin hogi
Naa mehfil mein hongi, naa mele mein hongi
Naa mehfil mein hongi, naa mele mein hongi
Yeh aapas ki bate akele mein hongi
Main logo se teri
Main logo se teri shikayat karu toh
Yeh meri shikayat ki tauhin hogi
Teri bewafai ka shikwa karu toh, yeh meri mohabbat ki tauhin hogi
Suna hai tera aur bhi ik balam hai
Suna hai tera aur bhi ik balam hai
Magar ghum naa kar tujhko meri kasam hai
Tujhe besharam
Tujhe besharam bemurawat kahu toh, yeh meri murawat ki tauhin hogi
Teri bewafai ka shikwa karu toh, yeh meri mohabbat ki tauhin hogi
Bhari bazm mein tujhko ruswa karu to, yeh meri sharafat ki tauhin hogi
Teri bewafai ka shikwa karu toh, yeh meri mohabbat ki tauhin hogi
Teri bewafai ka shikwa karu toh...
Song Details
- Movie
- Ram Avtar
- Artist
- Various Artists
- Music Directory
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
- Music Label
- T-Series
- Singers
- Mohammed Aziz
- Lyricist
- Anand Bakshi