Kya Tarif Karu Iski Ye By Bappi Lahiri

Kya tarif karu iski ye kaisi hai
Kya tarif karu iski ye kaisi hai
Jaisi tujhe chahiye thi waisi hai
Jaisi tujhe chahiye thi waisi hai
Teri garhlakhmi mahalakshmi jaisi hai
Teri garhlakhmi mahalakshmi jaisi hai
Jaisi tujhe chahiye thi waisi hai
Jaisi tujhe chahiye thi waisi hai

Bade hi jatan se tarashi hui
Bade hi jatan se tarashi hui
Ajanta ki murat hai teri bahu
Ye mai hi nahi ye kahe ye sabhi
Bahut khubsurat hai teri bahu
Bahut khubsurat hai teri bahu
Dekh ke jisko najar lage ye aisi hai
Kya tarif karu iski ye kaisi hai
Jaisi tujhe chahiye thi waisi hai
Jaisi tujhe chahiye thi waisi hai
Teri garhlakhmi mahalakshmi jaisi hai
Teri meri pasand na aisi waisi hai
Jaisi tujhe chahiye thi waisi hai

Mili aaj mujhko jo anmol khushiya
Sahu kis tarah aur sambhalu to kaise
Meri zindagi pe hai adhikar tera
Koi bat teri mai talu to kaise
Koi bat teri mai talu to kaise
Is dunia me ek na tere jaisa hai
Kya tarif karu teri tu kaisa hai
Jaisa mere khwaeb me tha waisa hai
Jaisa mujhe chahiye tha waisa hai

Hum ek dusre ke dilo jan hai
Hum ek dusre ke dilo jan hai
Ke sang sang rahenge jidhar jayenge
Khyalo me khwabo me bhi hum kabhi
Agar dur honge to mar jayenge
Agar dur honge to mar jayenge
Pyar me teri hal hamara aisa hai
Kya tarif karu teri tu kaisa hai
Jaisa mere khwaeb me tha waisa hai
Jaisa mujhe chahiye tha waisa hai
Kya tarif karu iski ye kaisi hai
Kya tarif karu iski ye kaisi hai
Jaisi mujhe chahiye thi waisi hai
Jaisa mujhe chahiye tha waisa hai...

Song Details
Movie
Paap Ko Jalakar Rakh Kar Doonga
Artist
Bappi Lahiri
Music Directory
Bappi Lahiri
Singers
Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar

more lyrics from Paap Ko Jalakar Rakh Kar Doonga

Jeevan Sukh Dukh Ka
Kya Tarif Karu Iski Ye
Rani Kahe Ki Gudiya Kahe
Suraj Hai Tu Main Surajmukhi