Bahut Kat Chuka Hain By Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah

Bahot kat chuka hai safar hole hole
Bahot kat chuka hai safar hole hole
Buji ja rhi hai najar hole hole
Jo baki bachi hai umar zindagi ki
Jo baki bachi hai umar zindagai ki
Kar legi tay wo dager hole hole
Bahut kat chuka hai safar hole hole
Buji ja rhi hai najar hole hole

Bhula na sakege khuda na kabhi hum
Karm aapke or sitam es jaha ke
Zami pe bhi rahne ke kabil nahi the
Magar khawab dekhe hasi aasma ke
Hasi aasma ke,
Udar chad nikla idar aap aaye
Udar chad nikla idar aap aaye
Zudayi ki hogi saher hole hole saher hole hole
Bahot kat chuka hai safar hole hole
Buji ja rhi hai najar hole hole

Kate jo bhi pal aapse dur raheke
Wo pal zindagi me sitam the kaher the
Yaha aapke sang gujre jo lamhe
Wo lamhe to khusbu me dube saher the
Dube saher the mite aaphi ki ibadat ye jaa
Mite aaphi ki ibadat ye jaa
Duaa layi itna asar hole hole
Asar hole hole
Bahut kat chuka hai safar hole hole
Buji ja rhi hai najar hole hole
Jo baki bachi hai umar zindagi ki
Jo baki bachi hai umar zindgai ki
Kar legi tay wo dager hole hole
Bahut kat chuka hai safar hole hole
Buji ja rhi hai najar hole hole...

Song Details
Movie
Mohabbat Ke Dushman
Artist
Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Directory
Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Anjaan, Prakash Mehra

more lyrics from Mohabbat Ke Dushman

Allah Kare Maula Kare
Bahut Kat Chuka Hain
Dil Khoya Khoya Gumsum
Janoo Meri Jaan
Mohabbat Ibadat Hai
Tum Ne Kaha Tha