Maal Ko Dekh Ke By Anu Malik

Hey maal hain to taal hain
Warna tu kangaal hain
Are maal hain to taal hain
Warna tu kangaal hain
Maal ke bina jeena mohaal ho gaya
Maal ko dekh ke salosaal ho gaya

Hey maal hain to taal hain
Warna tu kangaal hain
Are maal hain to taal hain
Warna tu kangaal hain
Maal ke bina jeena mohaal ho gaya
Maal ko dekh ke salosaal ho gaya

Hey hey hum bhi rehate bunglow mein
Hum bhiu phirate motor mein
Paas jo apne paisa hota
Baithe hote hotel mein
Aap chal ke aati
To cheez jaruri hoti
Maal jo hota paakit mein
Har hasrat poori hoti
Maana fakeer hain hum
Dil ke ameer hain hum
Maana fakeer hain hum
Dil ke ameer hain hum
Sab pyaar ka kamaal hain

Hey maal hain to taal hain
Warna tu kangaal hain
Are maal hain to taal hain
Warna tu kangaal hain
Maal ke bina jeena mohaal ho gaya
Maal ko dekh ke salosaal ho gaya

Gareeb pe daya kar bhagwaan
Ya maalik kar sabka bhala
Gareeb pe daya kar bhagwaan
Ya maalik kar sabka bhala
Gareeb pe daya kar bhagwaan
Ya maalik kar sabka bhala...

Song Details
Movie
Maalamaal
Artist
Anu Malik
Music Directory
Anu Malik
Music Label
Venus Records
Singers
Amit Kumar, Anu Malik
Lyricist
Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

more lyrics from Maalamaal

Kal Na Aaya Hai Na Aayega
Maal Hai To Taal Hai
Maal Ko Dekh Ke
Meri Raaton Mein
Pehla Pehla Pyar