Jise samjhe the hum afsana kal tak
Jise samjhe the hum afsana kal tak
Wo afsana haqiqat to nahi hai
Wo afsana haqiqat to nahi hai
Jo humse dur bhi hai pas bhi hai
Jo humse dur bhi hai pas bhi hai
Kahi unse mohabbat to nahi hai
Kahi unse mohabbat to nahi hai
Jinhe hum chhod aaye zindagi me
Jinhe hum chhod aaye zindagi me
Vahi shamil hai har gham me khushi me
Jo apna huya nazar deewangi me
Jo apna huya nazar deewangi me
Udhar bhi to aisi halat to nahi hai
Kahi unse mohabbat to nahi hai
Har ek manzar se ek chehara banana
Har ek manzar se ek chehara banana
Yuhi kagaz pe kuchh likhna mitana
Kisi ko yaad kar kar ke bhulana
Kisi ko yaad kar kar ke bhulana
Akelepan ki aadat to nahi hai
Kahi unse mohabbat to nahi hai
Sadaye suni suni si hai aise
Sadaye suni suni si hai aise
Kahi kuchh kho gaya ho apna jaise
Hum apne aapko bahlaye kaise
Hum apne aapko bahlaye kaise
Ye bechaini to rahat nahi hai
Kahi unse mohabbat to nahi hai
Ye duniya yu to kehne ko wahi hai
Ye duniya yu to kehne ko wahi hai
Magar lagta hai ab kuchh ajnabi hai
Na jane kon si isme kami hai
Na jane kon si isme kami hai
Hume unki jarurat to nahi hai
Kahi unse mohabbat to nahi hai
Jise samjhe the hum afsana kal tak
Wo afsana hakikat to nahi hai
Jo humse dur bhi hai pas bhi hai
Kahi unse mohabbat to nahi hai
Kahi unse mohabbat to nahi hai
Kahi unse mohabbat to nahi hai
Kahi unse mohabbat to nahi hai...
Song Details
- Movie
- Ek Naya Rishta
- Artist
- Mohammed Zahur Khayyam
- Music Directory
- Mohammed Zahur Khayyam
- Music Label
- T-Series
- Singers
- Bhupinder Singh, Lata Mangeshkar
- Lyricist
- Muqtida Hasan Nida Fazli