Aa bhagwan ke ghar aa
Aa bhagwan ke ghar aa
Wo jab tere sath hai to fir
Wo jab tere sath hai to fir
Dar kis baat ka
Aa bhagwan ke ghar aa
Aa bhagwan ke ghar aa
Jalim ke haath me nahi
Tadir kisi ki, tadir kisi ki
Jalim ke haath me nahi
Tadir kisi ki, tadir kisi ki
Ye pyar nahi jagir kisi ki
Ant sada hota hai
Ant sada hota hai
Har kali raat ka
Aa bhagwan ke ghar aa
Aa bhagwan ke ghar aa
Om namah shivay
Om namah shivay
Jo dusro ko dar de i
Nsan nahi hai
Wo insan nahi hai
Jo dusro ko dar de
Insan nahi hai
Wo teri kisi baat se
Anjan nahi hai
Chalti rahe hawaye
Chalti rahe hawaye diya
Fir bhi jalega
Aa bhagwan ke ghar aa
Aa bhagwan ke ghar aa
Om namah shivay
Om namah shivay
Om nam shivay
Papi ko apne pap pe
Pachhtana padega
Pachtana padega
Papi ko apne pap pe
Pachhtana padega
Bhagwan ki sharan me
Usko aana padega
Bhagwan ki sharan me
Usko aana padega
Uski sada se bach na
Sakega julm kisi ka
Aa bhagwan ke ghar aa
Aa bhagwan ke ghar aa
Wo jab tere sath hai to fir
Wo jab tere sath hai to fir
Dar kis baat ka
Aa bhagwan ke ghar aa
Aa bhagwan ke ghar aa
Aa bhagwan ke ghar aa
Aa bhagwan ke ghar aa...
Song Details
- Movie
- Suryaa: An Awakening
- Artist
- Various Artists
- Music Directory
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
- Music Label
- T-Series
- Singers
- Mohammed Aziz
- Lyricist
- Santosh Anand