O mere bhaai oho mere bhaai
Ho na ye zamee rahegi na aasmaan rahega
Na zindagi rahegi na ye jahan rahega
Na ye zamee rahegi na aasmaan rahega
Na zindagi rahegi na ye jahan rahega
Ye ram laxman ki jodi nahi tutengi
Do bhaaiyo ka zinda yaha pyaar rahega
Ye ram laxman ki jodi nahi tutengi
Do bhaaiyo ka zinda yaha pyaar rahega
O mere bhaai oho mere bhaai
Ho raaj mehel ke sukh mein ho rehana
Yaa dukh ho banwaas ko sehana
Saari umar hum saath rahenge
Sukh dukh mil ke saath sahenge
Ho din raat se judaa ho
Taaron se chaand ruthe
Saagar mein na ho paani
Suraj gagan se tute
Ye ram laxman ki jodi nahi tutengi
Do bhaaiyo ka zinda yaha pyaar rahega
O mere bhaai oho mere bhaai
Jhum sitam karne waalo ko
Kabhi kahan pe milengi maafi
Apne hote saath kisi ke
Ho na sakengi na insaafi
Ho har jhum se ladenge
Anyaay se ladenge
Insaaf ke liye hum apni ye jaan dege
Ye ram laxman ki jodi nahi tutengi
Do bhaaiyo ka zinda yaha pyaar rahega
Na ye zamee rahegi na aasmaan rahega
Na zindagi rahegi na ye jahan rahega
Ye ram laxman ki jodi nahi tutengi
Do bhaaiyo ka zinda yaha pyaar rahega
O mere bhaai oho mere bhaai
Are o mere bhaai oho mere bhaai...
Song Details
- Movie
- Na-Insaafi
- Artist
- Bappi Lahiri
- Music Directory
- Bappi Lahiri
- Music Label
- Venus Records
- Singers
- Neil Nitin Mukesh, Udit Narayan
- Lyricist
- Anjaan