Har dua ek baddua kyu
Kyun ban gayi pal me yaha
Bewafa kismat bhi
Uth gaya sar se hath ma
Ye kismat hai kya janta hai wahi
Zamane me hai jiski kismat buri
Aadmi khud ko insa bana na saka
Apni kismat bnayega kya aadmi
Ye kismat hai kya janta hai wahi
Zamane me hai jiski kismat buri
Ye kismat hai karti ajab faisle
Yaha milke sab kuch bhi kuch na mile
Bhatkti hai yu dar badar zindagi
Ke marke bhi insa mar na sake
Ye kismat hai kya janta hai wahi
Zamane me hai jiski kismat buri
Ek thokar lagi tuta sara nasha
Ab jana kaha kuch nahi hai pata
Lake kismat ne chhoda hai kis mod par
Jo musafir tha khud ban gaya rashta
Ye kismat hai kya janta hai wahi
Zamane me hai jiski kismat buri
Aadmi khud ko insa bana na saka
Apni kismat bnayega kya aadmi...
Song Details
- Movie
- Ghar Ka Chiraag
- Artist
- Bappi Lahiri
- Music Directory
- Bappi Lahiri
- Music Label
- Tips Music
- Singers
- Mohammed Aziz
- Lyricist
- Anjaan, Sikander Bharti