Ek Do Teen Char By Bappi Lahiri

Kaan pakad chal dubki maar
Kaan pakad chal dubki maar
Ek do haan teen char
Are kaan pakad chal dubki maar
Fir na kabhi tu kisi se shararat karega
Bol karega haan karunga
Fir na kabhi tu kisi se shararat karega
Bol karega haan karunga
Ek do haan teen char
Chal kaan pakad are dubki maar

Dil tera deewana tere geet gayega
Gali gali mein dekh lena shor mach jayega
Apne mann ka bhed tu khol hi na payega
Tu kya kisi se bolega kuchh bol hi na payega
Dil tera deewana tere geet gayega
Gali gali mein dekh lena shor mach jayega
Apne mann ka bhed tu khol hi na payega
Tu kya kisi se bolega kuchh bol hi na payega
Munh par laga dungi tala
Munh par laga dungi tala
Fir na kabhi tu kisi se shikayat karega
Bol karega haan karunga
Ek do haan teen char
Chal kaan pakad are dubki maar

Apna dil khush karle lekin rakhna yaad tu
Ek din mere pyar mein tadapegi hoke barbad tu
Mera naam na lena aaj ke din ke baad tu
Aisa sabak sikhaungi tujhko rakhega yaad tu
Apna dil khush karle lekin rakhna yaad tu
Ek din mere pyar mein tadapegi hoke barbad tu
Mera naam na lena aaj ke din ke baad tu
Aisa sabak sikhaungi tujhko rakhega yaad tu
Fir na banega tu majnu
Fir na banega tu majnu
Fir na kabhi tu kisi se mohabbat karega
Jo bhi ho laila majnu se mohabbat karega
Kya karega wohi karunga
Kya karega pyar karunga
Kya kya kya kya
Pyar pyar pyar pyar pyar...

Song Details
Movie
Garibon Ka Daata
Artist
Bappi Lahiri
Music Directory
Bappi Lahiri
Music Label
T-Series
Singers
Alisha Chinai, Sudesh Bhonsle
Lyricist
Anand Bakshi

more lyrics from Garibon Ka Daata

Duniya Mein Kaam Karo
Ek Do Teen Char
Ek Ladki Kal Mili Thi
Meri Dulari Jaan Se Pyari
Oye Soniye