Namak Paare By Yuvan Shankar Raja

No baje ka tha waada bhulaya tune woh nibhaya na thaa
Haaye no baje ka tha waada bulata hai ye dil
Nigahon se jyada
Haan..seene mein saansein hain bhari bhari
Tera nasha saa hai yaara taari
Dil mein hain jise angaare
Teri raahein dekhein
Mere hothon ke namak paare namak paare
Teri raahein dekhein
Mere hothon ke namak paare namak paare

Honth se salwatein raat se karwatein
Kyon bhala na mitein kya jaane koi
Main se tu jod de choodiyan tod de
Kaam ko chhod de to maane koi
Aankhon se baahon mein aa jaaye tu
Thaamungi aise ki naa jaaye tu
Badle main le lungi yoon hi saare
Teri raahein dekhein
Mere hothon ke namak paare namak paare
Teri raahein dekhein
Mere hothon ke namak paare namak paare

Hosh hain laapata paas aa na sataa
Mujhko tu ho ataa ye maangu duaa
Raat ka daur ho pyaar pe gaur ho
Aur ho aur ho woh jo na huaa
Haathon se apne hi nikli hoon main
Thodi si masti hoon pagli hoon main
Jo bhi hai mere woh tera re
Teri raahein dekhein
Mere hothon ke namak paare
Teri raahein dekhein
Mere hothon ke namak paare...

Song Details
Movie
Raja Natwarlal
Artist
Yuvan Shankar Raja
Music Directory
Yuvan Shankar Raja
Music Label
UTV Motion Pictures, Times Music
Singers
Anupam Amod, Mamta Sharma

more lyrics from Raja Natwarlal

Dukki Tikki
Kabhi Ruhani Kabhi Rumani
Namak Paare