Jhuke tere aage sar
Teri godh mera ghar
Hai tujhe salaam india
Mushqil waqt me bhi na hum khoye hausla
Milke saath chalne ka yun kar le faisla
Mitti hum jo chume toh milta josh hai
Bas teri hi khaatir jaan ye sarfarosh hai
Jeet ka jashan hum manayenge
Aasmaan tiranga sajana aaj hai
Shaan se sabhi ko batayenge
Jeet lenge ye saara jahaan
Jhuke tere aage sar
Teri godh mera ghar
Hai tujhe salaam india
Jhuke tere aage sar
Teri godh mera ghar
Hai tujhe salaam india
India..aa..india..aa..
Ho abr se irrade hon
Koshishon ke waade hon
Manzil milegi chaahe raahein ho khafa
Ho abr se irrade hon
Koshishon ke waade hon
Manzil milegi chaahe raahein ho khafa
Desh ye sikhata hai himmatein badhata hai
Thhokar se gir ke na tu rukna bewajah
Tera ye watan kar kuch bhi jatan
Tu jaan bhi is pe lutta de tu
Darr ko dara ke raggo mein fateh ka josh jaga
Arsh ki udaane lagani hain
In hawaaoon ka rukh badalna aaj hai
Desh ye ibbadat humari hai
De tu aaj ye sab ko bataa
Jhuke tere aage sar
Teri godh mera ghar
Hai tuje salaam india
Jhuke tere aage sar
Teri godh mera ghar
Hai tuje salaam india
Jhuke tere aage sar
Teri godh mera ghar
Hai tuje salaam india
Jhuke tere aage sar
Teri godh mera ghar
Hai tuje salaam india
India...
Song Details
- Movie
- Mary Kom
- Artist
- Shivam
- Music Directory
- Shivam
- Music Label
- Zee Music
- Singers
- Salim Merchant, Vishal Dadlani
- Lyricist
- Sandeep Singh