Apne Khatir Jeena Hai By Datta Naik

Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai

Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai

Jinko jag ki chinta hai
Wo jag ka dukh jhelenge
Ham sadko par nachenge
Phoot patho par khelenge
Jinko jag ki chinta hai
Wo jag ka dukh jhelenge
Ham sadko par nachenge
Phoot patho par khelenge
Unko aahe bharne do
Jinko aahe bharna hai
Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai
Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai

Pyar ki bhiksha mangi to
Logo ne dhutkar diya
Aakhir hamne dunia ko
But ki nok se mar diya
Pyar ki biksha mangi to
Logo ne dutkar diya
Aakhir hamne dunia ko
But ki nok se mar diya
Yuhi umar gujarna thi
Yuhi umar gujarna hai
Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai
Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai

Apne jaise befikare
Or nahi si basti mein
Dunia gum me dubi hai
Hum dube hai masti me
Apne jaise befikare
Or nahi si basti mein
Dunia gum mein dubi hai
Hum dube hai masti mein
Jina hai to jina hai
Marna hai to marna hai
Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai
Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai...

Song Details
Movie
Dhool Ka Phool
Artist
Datta Naik
Music Directory
Datta Naik
Music Label
Saregama
Singers
Mahendra Kapoor, Sudha Malhotra
Lyricist
Sahir Ludhianvi

more lyrics from Dhool Ka Phool

Apne Khatir Jeena Hai
Daman Mein Daag Laga
Jhukati Ghataa Gaati Havaa
Jo Tum Muskura Do
Kaase Kahu Mann Ki Baat
Tere Pyaar Kaa Aasaraa
Tu Hindu Banega Na Musalaman
Tu Mere Pyar Ka Phool Hai